Hi, pichle month 13nov2015 ko maine ek global company join kiya jiska name hai rain mudra(Appworld4india.net) hai join mere friend prem ke throw hua jisse usko 15% mila...15000 liya join karne ka and 300days ka work h pr month me 22 day work hoga per day 255rs income 15
%.....
Maine 1 month complete kiya but pr abhi tk income ka paisa nahi mila ... us dost ne dhoka diya actually 15 din month me kaam rahta h..aur main us bande prem ko bachpan se janta tha.....
Main aagar kisiko join karta hu to mujh 15% milega pr main us prem jaisa nahi hu... kha lunga ghata 15000 hai na kya frk padhta h insan to phchan liya na..
Haalaki abhi tk conform nahi hu company kaisi hai froud hui ya jaisa us ex dost ke doura bola gya waisa nahi hua to main ye comment karta hu mana camp me jaha main rahta hu janha kuch bande apne fayda ke liye sabko bna rahe hai duwara ek aisa banda nahi hoga jo is company ke sath join hoga...
Mujh to usne bna diya actually main uspe trust karke account bnaya warna main v nahi bnata n usne kuch kuch jhut bhi kaha uo main shear nahi karna chhata... pr main bewakuf bn gya na lekin ab main na kisiko bannunga aur na hi kisiko banne dunga i promise...and plz guyzz aisi company se dur rahe aur 1500 ke liye kisiko ko dhoka na de 15000 hi to agle ka loss hua pr apki image life time gandi bn jaa rahi hai.....
And Plz
Guyz Rain
Mudra Me
Apna Account
Na Bnaye
Tuesday, December 8, 2015
My little experience
Saturday, October 10, 2015
10-10-15
H!,
Aaj bahot to nahi pr thoda sa mzza aaya aaj ghar m paint karwana tha panter kutta subha aane wala tha 6 se uth ke betha tha uo aaya 8 bje hai uo friend to kuch bola bhi nahi jaata toh main bhi chhalu jo gya paint karna uske sath uo aakele karta main ghar m raja typ bethe rahta aacha ni lgta na dost kaam kare aur main tv dekhte rahu halaki ko paise usko mile pr thodi si jalan bhi hua mere se pr day1000 kma raha aur main uska help bhi kar raha pr hai to friend hi na.......
Uske sath ek aur ladka aaya tha pr uski gf ka call aaya tho 3 bje hi Bhg gya......
Uo akela kaam karta is liye main bhi kar diya paint karne k baad selfeeeee bhi liya na niche upload kar raha.....
Fir meri x gf kriya(chaitali) ko call karne bola 10bje ke baad karne bola ki baat hua fir uska balance khatam....
Then abhi un sabka msg whatsapp m aaya hua hai Suju n kriya ka waise main sushma ka wait kar raha tha pta nahinkb online aayegi ghamandi jo hai.... face s aandar s toh abhi tk ni lga.....
Oky bye n now i m uploded my today's pic tata
Monday, September 7, 2015
07-09-15
Hi main roj sochta hu yaar mujhe kuch karna hai par samjh nahi aa raha hai karu to karu kya action hi nahi lee paa raha hu......
Actually main eoj sochta hu subha uthunga uth hi nahi paata aur hota kya hai subha aagar aalai lge to pura din aalsi jaata hai....
Paar aaj se subha uthunga kal btata hu kya hua.....
Now good night
Saturday, September 5, 2015
Dil ki baat
Ye baat bahot phle ki hai mere life me kai ladkiya aai bahot si gf bani last me mere disaid kiya ab time aa gya sudarne ka maine sb faltu kaam chhor diya......
1 saal se jaad time ho gya main single tha tb ek ladki ne mere pic me mujhe purpose kiya uska naam tha vinita meena mujhe bekar lga maine soch fake id hoga fir thodi baat hui fir kuch hua tha pta nahi maine ussey block kar diya.....
Fir ek din usne mujhe call kiya fir baat shuru hui mujhe bhi ussey love ho gya tha but main bol nahi pata tha ek din bol diya usko bhi mere karan problem hoti thi main samj gya aur fir baat karna baand kar diya one day usne bhi mujh block kar diya sayad koi or mil gya vinita ko but jo bhi ho mujhe ussey love ho gya....
Rah sakta hu uske bina bas bhulna thoda sa mushkil hai....
05-9-2015
Hi aaj sos chhuti ki krirshna janmasthmi jo hai waise bhi mujh sos jaane ka man nahi karta 1:30 se 5 bje tk class hai par hota kya bethe rahte hai 4-4:30 ko padhna start karte hai sir kabhi kawar to padhate bhi nahi hai.....
Waise main padhne jaata bhi nahi hu main ghumne jata hu aur jb sir lecture dete hai uo bhi sun leta hu kyuki mujhe pasand hai lecture ussey knowledge bhi milta hai...
Abhi tv dekh raha ittey time history18 chhenel dekh raha tha usme pawn star dekh raha tha now i m waching ndia news kuch aur de bhi nahi raha hai na isliye...